छोटी-छोटी chij ki chhoriyan karte the/ un ke ghar chori karna band kar diya / chori krna buri baat hai,

Mere pyare pyare doston aaj main FIR aapke liye ek new aur interesting story lekar aai hu aaj  ki story acchi hone Wali hai.


Humne apni choriyo ke bare esse pahle aapko batyaa hai,,  छोटी-छोटी chij ki chhoriyan karte the छोटी-छोटी chij jaise ki Gulli dhaaga ki Gulli ya FIR makeups se related koi Saman ya nal ki kill  aapko pata hai ham chori kaise kar lete the Uske Ghar se aapko Nahin pata main aapko batati hun.


chori krna buri baat hai,


Hum chori isliye kar liya karte the jinke Ghar ham chori karte the UN aunty ki ek ladki thi use ladki ko dikhai Nahin deta tha janm se hi vah dekh Nahin sakti thi to unki Ammi to Kisi kam se bahar chali jaati thi aur ham unke Ghar se chori karte the unka na dekhne ka fayda uthate the.



Aise hi har bar ki Tarah ham ek bar chori karne Gaye main meri bade Papa ki ladki or Mai Kisi chij ki chori ker  ke bhag hi rahte pata nahin kaise kya hua unki ladki ne Mera hath pakad liya aur mujhe itna jyada mara ki aaj bhi mujhe unki pitaai yad aati hai,, wo  ek pathar Dil jaisi insan hai unko Daya Nahin aati hai  Kisi per bhi,  maine us din un Ka asali roop Dekha tha mujhe itna maar rahi thi main itna ro rahi thi magar vah mujhe chhod Nahin rahi thi.


pass wali aunty aai  meri Rone ki awaaz sunkar unhone mujhe unse chhudaya tha Nahin use din to shayad mujhe Jaan se hi maar deti hun esa hi lag raha tha itna bhayankar roop tha  use din bahut dar lagta hai jab bhi main yad Karti hun Kitna mara tha unhone mujhe aaj bhi yad hai.


use din se un ke ghar chori karna band kar diya humne aisa Nahin hai ki chori karna hi band kar diya unke Ghar Nahin ki humne.


Mere pyare pyare doston aaj ka interesting blog itna hi tha,, aur main aapko milti hu ek or  interesting blog ke sath jab tak ke liye bye bye take care best off luck Allah Hafiz ,, .







Post a Comment

1 Comments

  1. Excellent site you’v? ?ot here.. It’s difficult t? find quality writing like y?u?s now?days.
    embroidered patches

    ReplyDelete