bachpan ki choriyan,

                        bachpan ki choriyan


Hello doston kaise hain aap sab log to main aapki friend you ((( UP wali Shahzaadi 786 ))  aapka dimag kharab karne ke liye a gai hai to up wali shehzadi  ko jhelane ke liye taiyar ho jaaiye,,,

stovry,


doston vaise to mujhe pata hai ki aapko kuchh Nahin ho sakta kyunki main aapke friend aapko kuchh hone Nahin dungi han han main aapki bahut fikr Karti hun isiliye bol rahe ho na main aapko kuchh Nahin hone dungi..


aap to apni kismat per naj kijiye naz or fakr kijiye apni kismat per ki aapko itni acchi dost Mili hai ji han meri balaen lijiye ki ,hai, pyari si acchi si dost chhoti si bahut acchi si Dost hai  up wali shehzadi ke naam se  jante Hain jisko..



to doston har bar ki Tarah is bar bhi ek new aur interesting blog ke sath mein aai hu aapke pass to chaliye main shuru Karti hun matlab main likhti hun aur aap padhe okay shuru karte Hain gate start now,.. 


 bachpan ki choriyan

Dost aaj ki post ka naam hai (( bachpan ki choriyan )) ji ha  bilkul  sahi padha hai aaj ki post ka naam  (( bachpan ki  choriyan ))) ham bachpan mein कौन-कौन se किस-किस chij ki choriyan karte the yah aapko main bataungi..


dekha maine kaha tha na aapki yah wali dost Duniya mein sabse pyari hai jo aapko apni sari buraiyan batate bata rahi hai aur ek achcha aur saccha dosti apni buraiyan dusre dost se share karta hai main aapki acchi aur sacchi doston hu.

Dost pata hai aapko ham bachpan mein kya chori karte the doston aakhir Kisi Ka Ghar mitti ka banaa hota tha Agar usmein jaane ka thoda sa bhi rasta hota hai छोटे-छोटे robe hote hain ghar mein aur vah mitti Ka  ho to wo chhota hota tha usko bada karte the Tod Tod Kar isliye ke andar ghar mein ja sake aur Kisi bechare Ka Ghar bahut bekar sa hotaaur uski kiwadiyan Nahin Hoti din टूटी-फूटी hoti thi to ham Uske gate se andar jaane ka bahut hi aasani se rasta dhundh Lete the,..


Ji han aur pata hai kya chori karte the ham paise Nahin churate the bahut छोटी-छोटी simple chijen jisse ki sui  isliye chorate soi  kyunki ham छोटे-छोटे kapde Apne hathon se bunte the isliye hume sui chahie thi aur dhaaga isko Gulli .


aur makeup ka saman ham dulha dulhan wala khel khelte the na to makeup ki bahut jarurat hoti thi to makeup ka saman chorate the  cream powder lipstick vagaira vagaira.


Aur ek mutthi chawal to ek namak ki daily aur ek dhakkan Tel vagaira mirch aisi chijon ko bhi charate the yah to ham dusron ke Ghar se Nahin Apne khud ke Ghar se bhi charate the छोटे-छोटे bartano me ham khana banate the hamare Pas  छोटे-छोटे bartan hote the  us me  ham banate the to hamen bahut sari chijen chahie thi jo ki ham Apne khud ke Ghar se churate the aur dusron ke Ghar se Agar mauka lagta tha to dusron ke Ghar se bhi vah sari chijen chorate  the..

aur ham sab log khana banaa dete bilkul ek hi chammach khana padta tha but vah khana itna tasty lgta tha bahut  hi jyada Jaise hum  aaj bhi ham yad krte Hain bahut achcha lagta hai ki ham aise  banate  the Sare dost milkar bahut hi achcha lagta tha ab ye sab yad Karke bahut achha lgta haii,, 


aaj ka blog yahin per rukte Hain aaj Apne Jana ki ham chhoriyan karte the aur किस-किस chij ki chhoriyan karte the aise hi agale wala block bahut interesting aur new hone wala hai to aap jab tak Nahin jata jab tak hamara vate kijiye aur dua mein yad kijiye.


apna khayal rakhiye aur mera khyal bhi rakhen  mujhe support ki bahut jarurat hai aap post ko padhne ke bad Apne doston mein share kijiye....


 bye bye take care best off lak milte Hain ek new aur interesting blog ke sath Allah Hafiz..




Post a Comment

0 Comments